[00:00.000] 作词 : Manoj Muntashir[00:01.000] 作曲 : Manoj Muntashir[00:25.739]Kal raaste mein[00:28.702]Gham mil gaya tha[00:31.768]Lag ke gale main ro diya[00:37.824]Jo sirf mera[00:40.692]Tha sirf mera[00:43.831]Maine usey kyun kho diya?[00:48.972]Haan, woh aankhein jinhein main choomta tha bewajah[00:54.925]Pyaar mere liye kyun unmein baaqi na raha?[01:01.476]Ho-ho[01:07.703]Humnava mere[01:09.593]Tu hai toh meri saansein chale[01:12.637]Bata de kaise main jiyunga tere bina?[01:18.595]Ho, humnava mere[01:21.709]Tu hai toh meri saansein chale[01:24.781]Bata de kaise main jiyunga[01:29.459]Tere bina?[01:34.931]···Music···[01:59.930]Har waqt dil ko jo sataye[02:05.864]Aisi kami hai tu[02:11.891]Main bhi na jaanun yeh ke itna[02:17.973]Kyun laazmi hai tu[02:23.291]Neendein jaa ke na lauti kitni raatein dhal gayi[02:29.019]Itne taare gine ke ungliyan bhi jal gayi[02:35.654]Ho-ho[02:38.479]Humnava mere[02:40.673]Tu hai toh meri saansein chale[02:43.666]Bata de kaise main jiyunga tere bina?[02:49.574]Ho, humnava mere[02:52.843]Tu hai toh meri saansein chale[02:55.936]Bata de kaise main jiyunga[03:00.554]Tere bina?[03:06.087]Hoo[03:30.947]Tu aakhiri aansu[03:34.847]Oh, yaara[03:36.966]Hai aakhiri tu gham[03:43.020]Dil ab kahan hai, jo dobara[03:49.139]De-dein kisi ko hum[03:54.142]Apni shaamon mein hissa[03:57.020]Phir kisi ko na diya[04:00.225]Ishq tere bina bhi maine[04:03.765]Tujh se hi kiya[04:06.736]Ho-ho[04:09.778]Humnava mere[04:11.833]Tu hai toh meri saansein chale[04:14.879]Bata de kaise main jiyunga tere bina?[04:20.839]Ho[04:21.868]Faasle na de[04:23.981]Ke main hoon aasre tere[04:27.114]Bata de kaise main jiyunga[04:31.660]Tere bina?[04:35.650]···Music···[04:49.365]Aazma raha mujhe kyun?[04:52.226]Aa bhi jaa kahin se ab tu[04:55.346]Kaise main jiyunga tere bina?[05:01.428]Seene mein jo dhadkanein hain[05:04.544]Tere naam pe chale hain[05:07.594]Kaise main jiyunga tere bina?[05:13.649]Humnava mere[05:15.649]Tu hai toh meri saansein chale[05:18.729]Bata de kaise main jiyunga[05:23.312]Tere bina?